Friday 23 July 2010

Aah Ko Chahiye ...

Aah Ko Chahiye Aik umr asar ho-nay tak
kaun jeeta hai teri zulf kay sar ho-nay tak.
hum nay mana keH tagHaful naH karo-gay lekin
kHaak ho jaaayeN-gay tum ko kHabar ho-nay tak.
daame hur mauj meiN hai hulqa-e-sad kaam nihaNg
dekheiN kya guz-ray hai qat-ray peH guhar ho-nay tak.
~ Mirza Ghalib

No comments:

Post a Comment