Monday 19 July 2010

Aaj Jaane Ki Zid Na Karo ...

Aaj Jaane Ki Zid Na Karo (3)
Yunhi PehLo’o Mein Baithe Raho (2)
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo ...
Hai’ Mar Jaayenge, Hum Tho Lut Jaayenge
Aisi Baatein Kiya Na Karo
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo (2)
Hai’ Mar Jaayenge, Hum Tho Lut Jaayenge
Aisi Baatein Kiya Na Karo
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo ...

Tum Hi Socho Zara, Kyun Na Roke Tumhe
Jaan Jaati Hai Jab Uth Ke Jaate Ho Tum (2)
Tumko Apni Qasam Jaan-E-Jaan
Baat Itni Meri Maan Lo’
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo ...
Yunhi PehLo’o Mein Baithe Raho (2)
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo ...
Hai’ Mar Jaayenge, Hum Tho Lut Jaayenge
Aisi Baatein Kiya Na Karo
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo ...

Waqt Ki Qaid Mein Zindagi Hai Magar (2)
Chand Ghadiyan Yehi Hain Jo Aazad Hain (2)
Inko Khokar Mere Jaan-E-Jaan
Umr Bhar Na Taraste Raho
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo ...
Hai’ Mar Jaayenge, Hum Tho Lut Jaayenge
Aisi Baatein Kiya Na Karo
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo ...

Kitna Maasoom Rangeen Hai Yeh Sama
Husn Aur Ishq Ki Aaj Mein Raaj Hai (2)
Kal Ki Kisko Khabar Jaan-E-Jaan
Rok Lo’ Aaj Ki Raat Ko
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo ...

Yunhi PehLo’o Mein Baithe Raho (2)
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo ...
Hai’ Mar Jaayenge, Hum Tho Lut Jaayenge
Aisi Baatein Kiya Na Karo
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo ...
~ Farida Khanum

No comments:

Post a Comment